Tuesday, September 17, 2013

Da gudar na ra waps shwa dwa mangi wrsara khkari


Da gudar na ra waps shwa dwa mangi wrsara khkari
da nazara yi sok na kri mla yi maata narai na shi

nor yi ma khwrawa guli, pa qalara yi lag preda
sta da zulfu khmaran di charta taao da marai na shi.

Monday, September 16, 2013

Da gudar na ra waps shwa dwa mangi wrsara khkari

Da gudar na ra waps shwa dwa mangi wrsara khkari
da nazara yi sok na kri mla yi maata narai na shi

nor yi ma khwrawa guli, pa qalara yi lag preda
sta da zulfu khmaran di charta taao da marai na shi.




Hara Ada Ye Zra Ke Lary Kavi


Hara Ada Ye Zra Ke Lary Kavi
Zargey Zama Da Veeno Dary Kavi

Da Yar Awaz Ka Sarenda Da Halqa
Khabary Deeeery Mazedary Kavi

Jawada Zra Ba Dy Zaror Obasi
Hagha Chy Sry Jamy Gul-Dary Kavi.

Pashto Heart Touching Poetry, Nice Poetry, Love Poetry,


Nan da hamzolo na juda shwa ratarghara wata
Laka mashoma pa jara shwa ratarghara wata

Zra ki e deri sa geli wi khola e berta na kra
Jaba e gongay la haya shwa ratarghara wata

Pukhtana peghla sar na tera me pa nang walara
Grana layla wafa wafa shwa ratarghara wata.

Sunday, September 8, 2013

Best Quotes, Heart Touching Quotes, Nice Quotes, English Quotes,




Best Quotes, Heart Touching Quotes,


English Quotes, Best Quotes,


Best Quotes, Nice Quotes,


Love Quotes, Heart Touching Quotes,


Heart Touching Quotes, Nice Quotes, Best Quotes,


Love Quotes, Nice Quotes, Best Quotes,


English Quotes, Best Quotes, Nice Quotes,


Nice Quotes,


Best Quotes, English Quotes,


Best Quotes, Nice Quotes,


Best Quotes,


Nice Quotes, Best Quotes,


Love Quotes,




English Quotes,


Best Quotes, Nice Quotes,


Nice Quotes,


English Quotes,


Best Quotes, English Quotes,Nice Quotes


Jin Raho pe ik umer tere saath rahi hoon


Jin Raho pe ik umer tere saath rahi hoon
Kuch roz se wo rastey sunsan bohot hai

Mil jao kabhi laut k phir ayo na shayad
Kamzor hoon mai rah mai toofan bohot hai

Ik tum hi nahi meri judai mai pareshan
Hum bhi to teri chah mai veeran bohot hai

Ik tark-e-wafa mai usey kaise bhula doo
Mujh per abhi us shaks ke ahsan bohot hai

Bhar aaien na ankhein to mai ik baat bataon
Ab tujh se bicher jane ke imkaan bohot hai.

Saturday, September 7, 2013

Na Thin Aur Koi Bhi Ranjishein



Na Thin Aur Koi Bhi Ranjishein
Sirf Aadaton Mein Tazaad Tha

Ke Usey Pasand Thin Shokhiyan
Mujhe Saadgi Mein Kamal Tha.

Kabi Nadaan Kerti Hai Kabi Heraan Karti Hai


Kabi Nadaan Kerti Hai
Kabi Heraan Karti Hai

MUJHE MALOOM HAI SHAYAD
Boht Nuqsan Karti Hai

Ye Ghar Weeran Karti Hai
Jahan Hon Ronaqain

Zinda Woh Dil Sunsan Krti Hai
Magar Ab Sun Mere Humdam

Mujhe Karni Mohabbat Hai
Mohabbat Wo Haqiqat Hai

Jo dil Abaad Karti Hai
Muhabbat jeet hoti hai mgr

ye haar jati ha
kbi dil-soz lamho se

kbi be-kaar rasmon se
muhbat khud nai marti

muhbt maar deti ha.


Kadam Kadam Par Baharon Ne Sath Chod Diya


Kadam Kadam Par Baharon Ne Sath Chod Diya
Pada Jab Wakt Tou Apno Ne Sath Chod Diya

Kasam Khaee Thi In Sitaron Ne Sath Dene Ki
Subah Hote Hi Sitaron Ne Bhi Sath Chod Diya.

Thursday, September 5, 2013

Zamong zigar zamonga Zan Akhtara


Zamong zigar zamonga Zan Akhtara
Ph mong dh khpala zana Gran Akhtara

Sta ranginay rata qaboli di kho
Monga akhta u la ph Zan Akhtara

Dalta chaman ph vino sor prot de
Khafa khafa di Bulbulan Akhtara

Nh cha tarona da rabab ocheral
Nh mo tar ghwag sho ya Qurban Akhtara

Dalta halato dardawali peghli
Kamso ke nh gdi srh Gulan Akhtara

Zamong ph khawar ke ghurbat khor de
Maindo ta jarri Mashomaan Akhtara

Th che raze dh Pukhtonkhwa ph sima
Zamong dh haal okra Pursan Akhtara

Mong be-wasi dh yatimano jarro
Ph okhko lond mo de Grewan Akhtara

Ph khpala seema bande aman ghwaro
Ph zrh mo neshta nor Arman Akhtara

Sok ye dh ohko pakawalo neshta
Dh KHYAL shta zmaka nh Asman Akhtara.

Kaha Ho Tum Chaly Aao Mohabbat Ka TaQaza Hay,


Kaha Ho Tum Chaly Aao Mohabbat Ka TaQaza Hay
Gam-E-Duniya Se Ghabra Ke Tumhy Dil Ne Pukara Hay

Tumhari Berukhi Ek Din Hamari Jaan Le Legi
Kasam Tumko Zara Socho Ke Dastoor-E-Wafa Kya Hai

Na Jane Kis Liye Duniya Ki Nazrein Phir Gayi Humse
Tumhy Dekha Tumhy Chaha Qasoor Iske Siwa Kya Hai

Na Hay Fariyad Honthon Pe Naa Aankhon Mein Koi Aansu
Zamane Se Mila Jo Gam Use Geeton Mein Dhalaa Hai.




Hoon To Khafa Us SE Per Janay Phir B Kiyn


Hoon To Khafa Us SE
Per Janay Phir B Kiyn
Na Chaah Kar Bhi Us Ko Chahna Acha Lagta Hai

Haqeeqat Se Hoon Dhoor
Ye Mujh Ko Hai Pata
Per Jaan K Anjaan Rehna Acha Lagta Hai

Qaayel Nahi Hoo Main Ronay Ki
Phir B Kabhi Kabhi

Tanhai Main Kuch Dair
Uss Ki Yaad Rona Acha Lagta Hai

wO MERA Tha
Wo MERA Hai
wOo MERA he Rahay Ga
Kuch Pal Is Khawab Mein Khona Acha Lagta HaI

Janti Hon Wo Kisi Or Ki Zindagi Banaye Ga
Magr Ye Jaan Kr Dil Jalana Achaw Lagta Hai.

Sab ne chaha k use hum na mile


Sab ne chaha k use hum na mile
hum ne chaha k use gam na mile

agr khushi milti hai use hum se juda ho kar
to yahi dua hai k use kabhi hum na mile.

Wednesday, September 4, 2013

Gham-e-hayaat ka jhagda mita raha hai koi


Gham-e-hayaat ka jhagda mita raha hai koi
Chale aao k duniya se jaa raha hai koi

Azal se keh do k ruk jaaye do ghadi
Suna hai aane ka vaada nibhaa raha hai koi

Wo is naaz se baitthe hain laash k paas
Jaise roothe hue ko manaa raha hai koi

Palat kar na aa jaye phir saans nabzon mein
Itne haseen haathon se mayyat sajaa raha hai koi.

Yaad Aaon To Bas Itni Si Anayat Karna


Yaad Aaon To Bas Itni Si Anayat Karna
Apne Badle Hue Lehje Ki Wazahat Karna

Tum To Chahat Ka Shahkaar Hua Karte The
Kis Se Seekha Hai Ye Ulfat Mein Milawat Karna

Ham Sazaaon Ke Haqdaar Bane Hain Kab Se
Tum Hi Keh Do Kia Jurm Hai Mohabbat Karna

Teri Furqat Mein Yeh Aankhein Abhi Tak Num Hain
Kabhi Aana Mere Ashkoon Ki Ziyarat Karna

Dil Mein Ab Bhi Mohabbat Ke Diye Hain Roshan
Dekh Bhooley Nahi Teri Hasti Ki Sajawat Karna.

Ab Ye Bhi Nahi Yaad Ke Kia Naam Tha Uska


Ab Ye Bhi Nahi Yaad Ke Kia Naam Tha Uska
Jis Shakhs Ko Manga Tha Manajaat Ki Manind

Kis Darja Muqaddas Hai Tere Qurb Ki Khwahish
Masoom Se Bache Ke Khayalat Ki Manind

Us Shakhs Se Milna Mera Mumkin Hi Nahi Tha
Mein Piyaas Ka Sehra Hun, Woh Barsaat Ki Manind

‘Mohsin’ Usey Samjhao Ke Ab Reham Kare Who
Dukh Bant’ta Phirta Hai Woh Soghaat Ki Manind.

Koi guzra hua lamha Koi beti hui saat


Koi guzra hua lamha
Koi beti hui saat

Tumharey dil key band
darechay mein chali aye

Tumhein aisa lagey
Key mudat baad

Tumhein dheemi si methi si
Kasak mehsos hoti hai

Tumhein kuch yaad ata hai
To meray bholay huay sathi

Meray nameharban
Palat ana palat ana

Key meri samaat ab bhi
Tumhari ahaton ki muntazir hein.


Suno Main Bhool Jaon to Agar Main Rooth Jaon to Kabi Wapis Na Aaon to


  Suno
Main Bhool Jaon to
Agar Main Rooth Jaon to
Kabi Wapis Na Aaon to

Bhula Pao gay Sab Kuch kia
Younhi Hanste Raho gay Kia

Younhi Sajte Raho gay Kia
Yehi Batein Hein Bas Us Ki

Yehi Yadein Hein Bas Us Ki
Muje Maloom Hai ltna

Muje Wo Piyar Krta tha
Muje Khonay Se Drta tha.

Baaton Baaton Mian Bicharney Ka Ishara Karkey Khud Bhi Roya Woh Buhat Ham Se Kinara Karkey


Baaton Baaton Mian Bicharney Ka Ishara Karkey Khud Bhi Roya Woh Buhat Ham Se Kinara Karkey
Sochta Rehta Hoon Tanhai Main Anjam-E-Khuloos Phir Usi Jurm-E-Mohabbat Ko Dobara Karkey

Jagmaga Di Hain Terey Shehrer Ki Galiyan Main Ne Apney Askhon Ko Palkon Pe Sitara Karkey
Dekh Letey Hain Chalo Hosla Apne Dil Ka Aur Kuch Roz Tere Saath Guzara Karkey

Aik Hi Sheher Main Rehna Hai Magar Milna Nahi
 Dekhtey Hain Yeh Aziyat Bhi Gawara Karkey.

Masrof ho din raat tumhen waqt kahan hy


Masrof ho din raat tumhen waqt kahan hy
Tum humse karo baat tumhy waqt kahan hy

Betaab ye dil hy tumhe andaza kahan hy
Samjho mere jazbaat tumhewaqt kahn ha.

Ek Baar hi Jee Bhar k saza kyon nhi dety


Ek Baar hi Jee Bhar k saza kyon nhi dety
Men Harf-e-Ghalat hon to mita kyon nhi dety

Moti hon to Daman men Piro Lo Mujay Apne
Aansu hon to Palkon se Gira kyon Nhi dety

Saaya hoon to Sath na rakhne ki waja kya
Pathar hon to Rastay se Hatta kyon Nhi dety.

Monday, September 2, 2013

Teri Chahat Teri Ulfat Ki Adda Kafi HE


Teri Chahat Teri Ulfat Ki Adda Kafi HE
Zinda Rehne K Lie Teri Wafa Kafi He

Be-Wajah Hath Uthane Ki Zrorat Kia He
Dil Se Mango to Fqat 1 Dua Kafi He.

Koi Muj Ko Mera Bharpoor Sarapa La Day


Koi Muj Ko Mera Bharpoor Sarapa La Day
Mere bazo meri ankhain mera chehra la day

Aysa dariya jo kisi our samander mein giray
Us se behtar hai k muj ko mera sehra la day

Kuch nahi chahtay tuj se ay meri umer e rawan
Mera Bachpan Mere Jugno Meri Guriya La Day

Jis ki ankhain muje andar se bhi perh sakti hun
Koi chehra to mere shehar mein aysa la day

Kasht e jaa tu bhanwar mein hai kai barso se
Ay Khuda ab tu dabo day ya kinara la day.

Tere Qareeb aa kay bari Uljhano me hoon


Tere Qareeb aa kay bari Uljhano me hoon
Me Dushmano me hoon K tere Dosto me hoon

Badla na mere baad bhi mozou-e-guftgoo
Me Ja chuka hoon phir bhi teri Mehfilo me hoon

Mujhse bichar ke tu bhi roye ga umar bhar
Yeh soch le k main bhi teri khwuaishon me hoon

Tu hans raha hai mujhpe mera haal dekh kar
Or phir bhi main shareek tere sab ghamon me hoon.


Ek sapna haseen tar dekha Ye jahan dil nasheen tar dekha


Ek sapna haseen tar dekha
Ye jahan dil nasheen tar dekha

Chand hum ney zameen per paya tha
Khod ko arsh-e-baren pey paya tha

Wo haqeqat tha aik sapna sa
Ghair ho key bhi apna apna sa

us ka lehja tha dhema dhema sa
Ankhon ankhon mein baat kehta tha

us ki ankhein bhi khawab jesi the
Khobsurat saraab jesi thi’ein

Wo wafa ka yakeen delata raha
Wadey karta raha bhulata raha

Phir achanak pata chala hum ko
Hum sey kuch wasta nahi us ko

Youn wo ankhon mein bo gaya gham ko
Ek pachtawa dey gaya hum ko.

Teri ankhon ka ye kajal bara anmol lagta hy


Teri ankhon ka ye kajal
bara anmol lagta hy
Teri zulfo ka ye badal
bara anmol lagta hy

Bara masoom sa hy ye
tere chehre ka bhola
pan Tera wo shok
chanchal dil bara anmol
lagta hy

Tere pairon ki wo payal
tere hathon ka wo
kangan Wo jhumka tere
kaano ka bara anmol
lagta hy

Jo milty ho mujhse
rahon mn to diljhoom
uthta hy, Zara se sath
ka wo pal bara anmol
lagta hy

Wo kaghaz pe tera
naam likhna or mita
dena Mujhy ye khud ka
pagal pan bara anmol
lagta hy.

Jisse Meri Har Subha Roshan Hoti Hai


Jisse Meri Har Subha Roshan Hoti Hai
Suraj ki Wo Pehli Kiran Hai Tu

Jisse Mere Pyaase Dil ko Raahat Milti Hai
Baarish Ki Wo Pehli Boond Hai Tu

Jisse Mere Zindagi Ki Thakaan Door Hoti Hai
Peepal Ki Wo Thandi Chaon Hai Tu

Jise Dekh Main Zindagi Ke Safar Pe Chal Raha Hoon
Meri Wo Pehli Aur Aakhri Manzil Hai Tu

Tere He Hone Se Tou Meri Saanse Chalti Hain
Tu Meri Zindagi Hai Meri Mohabbat Hai Tu.


Ek Chehra Jo Mere Khwaab Sajaa Deta Hai


Ek Chehra Jo Mere Khwaab Sajaa Deta Hai
Mujh Ko Mere He Khayalon Mein Sadaa Deta Hai

Wo Mera Kon Hai Maloom Nahn Hai Laikin
Jub Bhi Milta Hai To Pehlu Mein Jaga Deta Hai

Main Jo Andar Sy Kubhi Toot Ke Bikhruun
Wo Mujh Ko Thaamnay K Lye Haath Barha Deta Hai

Main Jo Tanha Kubhi Chupkay Se Bhi Rona Chaahun
Tou Dil Ke Darwaazay Ki Zanjeer Hila Deta Hai

Os Ki Qurbat Mein Hai Kya Baat Na Jaanay “Mohsin”
Ek Lamhay K Lye Sadiyon Ko Bhula Deta Hai.

Sunday, September 1, 2013

Barish Badal Tum Or Main Khushb0 M0sam Tum 0r Main


Barish  Badal Tum Or Main
Khushb0 M0sam Tum 0r Main

Kaley Badal Rimjhim Barish
Neela Anchal Tum 0r Main

Behti Nadiyan Girta Pani
Ankhey Aansu Tum 0r Main

Pas Kisi Drya K K0i
Bheega Jh0npar Tum 0r Main

D0r Kahin K0yal Ki Koo Koo
Gehra Jngal Tum 0r Main

Barkha Rimjhim Geet Sunaye
Jhurmat Daley Tum 0r Main

D0r Kahin Pr Chh0ta Sa Ek
Kach’cha Sa Ghar Tum 0r Main

Kandha Tera 0r Sr Mera
Pagl Si Chup Tum 0r Main.